chalawa ko quran pak se bagana
Posted by Amel soname | Posted in | Posted on 2:27 PM
0
chalawa be jinno ki ake kisam main se ha yeah bohat lambi lambi chalanga lagata ha is ki chalang maximum be 20 fit unchi lagata ha ahsa lagta ha jesa hawa main ur raha ho thore dair ka liya yeah dewar per bagta ha bakaheda is ki speed bohat hote ha dewar per bagna ki jab yeah ochal na per ata ha to jo kohi person is se baat karta ha to us ka sir main dard ho jata ha mana chalaway se baat karna ki kushes ki to wo itna zada oper nicha ho raha tha ka mare ankho main darad ho gaya ahsa lag raha tha jesa chalaway ka nicha kisi na spring rakh deya ho or wo ochal raha ho chalawa basically jadogar ka satio main se ha yeah kaba khano or dosre jagao se jadogar in ko kabo karte ha or inse apna ganda maksad wala kam karvate ha logo ko pareshan karna main in ki misal kam nahi ha is chalaway se to pora mehala or ghar tak pareshan ho jata ha jab yeah tang karna per ata ha tu
alamat is ki yeah ha
1 victum ko ahsa feel hota ha ka dewar per kohi cheez speed se bagi ha
2 bazz okat victum ko lagta ha ka kohi ka ghar ki chat per se kohi chalang mar kar dewar tapta howa gaya ha
3 jab yeah chalwa ata ha to sir main automatically darad start ho jata ha q k is ki herkate he ahse hote ha jis se ankho or sir main dard start ho jata ha
amal yeah ha
1 surah ambiyat pareen jab be chalwa deakha ya recording play karde ushe waquat chalway chalangay lagate howa wapious baga ga
2 agar ghar ki dewaro per ghoom raha ha yani bar bar char raha ha or otar raha ha to surah bakara pareen agar par nahi sakte to recording play karde thore dair main rafo chakar ho jahe ga wapious chala jahe ga jadogar k pass
3 ghar main aiytul kurse ka nakash laga lay ya khod likh kar chipkaden
4 roz raat ko hisar kar ka sohe
inshallah ahsa karna se bohat jald jan chot jahe gee chalaway se
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
Comments (0)
Post a Comment